Roman script

pyar bhi milega dildar bhi milega tujhe
sab kuch uske hath hai sab kuch uske hath hai
are re darne ki kya bat hai

upar vala apne saath hai upar vala apne saath hai 

sahra me phul khilte hai bichhde dil milte hai

anhoni ko vo honi kar de 
sukhi nadi me jal bhar de
tere dil me jo hai maang le tu bhi 
ye to dua ki raat hai
are darne ki kya bat hai 
upar vala apne saath hai upar vala apne saath hai 
sab kuch uske hath hai
upar vala apne saath hai upar vala apne saath hai 
nagme naye gaaenge ham sare gam bhulaege

uski nazar to sabko dekhe 
jina bhi kya mayusi leke
mere sathi aja jhume nache khushiyo ki barsat hai
are darne ki kya bat hai
upar vala apne saath hai upar vala apne saath hai 
pyar bhi milega dildar bhi milega tujhe
sab kuch uske hath hai sab kuch uske hath hai
are re darne ki kya bat hai
upar vala apne saath hai upar vala apne saath hai 
are re darane ki kya bat hai
upar vala apne saath hai upar vala apne saath hai

Song details

actor: Jackie Shroff, Sushmita Sen, Sanjay Kapoor, Johnny Lever, Mohnish, Priya Gill