Roman script

pyar bhari ye ghataye raag milan ke sunaye

hatho me hath hai tera mera sath hai

dekh sama chaya pyara pyara

pyar bhari ye ghataye raag milan ke sunaye

hatho me hath hai tera mera sath hai

dekh sama chaya pyara pyara

bholepan se lut liya dil rup hai pyara pyara

bholepan se lut liya dil rup hai pyara pyara

jane kyu mai khoi jau sun ke nam tumhara

dekho ji dekho pahle milan me

hamne ye dil hara hara

pyar bhari ye ghataye raag milan ke sunaye

hatho me hath hai tera mera sath hai

dekh sama chaya pyara pyara

hasta suraj dhup suhani din hai gaura gaura

hasta suraj dhup suhani din hai gaura gaura

aaj ka mausam yad rahega nache man ka chakora

aao ji aao dur chale hum aaj safar hai nyara nyara

pyar bhari ye ghataye raag milan ke sunaye

hatho me hath hai tera mera sath hai

dekh sama chaya pyara pyara

tumko jabse dekh liya hai koi na bhaye duja

tumko jabse dekh liya hai koi na bhaye duja

tumko apne man me basa kar roz karu mai pooja

chhodo ji balam dunia ka ye gum ghar bana le pyara 

pyar bhari ye ghataye raag milan ke sunaye

hatho me hath hai tera mera sath hai

dekh sama chaya pyara pyara

Explore this song