Roman script

pyar aaya aur jyada aur jyada pyar aaya 

pyar aaya aur jyada aur jyada pyar aaya 

dekha jitni baar tumko dekha jitni baar tumko 

pyar aaya aur jyada aur jyada pyar aaya

pyar aaya aur jyada aur jyada pyar aaya

ghadi do ghadi bas mere paas baitho

deewana banake na jao

pareshan hai dil sambhalna hai mushkil 

kasam hai na yu muskurao

na pakdo kalayi oh tauba duhayi

na aise mujhe tum satao

koi dekh lega to wo kya kahega

na chhedo hato dur jao

socha jitni baar tumko socha jitni baar tumko 

pyar aaya aur jyada aur jyada pyar aaya

pyar aaya aur jyada aur jyada pyar aaya

ye madhoshiya hai ye betabiya hai

ye kya hai ye hum bhi na jane

tumhe sirf chahe tumhe hi sarhahe

koi kuchh kahe hum na mane

ye mastana kajal ye julfo ka badal

ye shaano pe jhukti nigahe

ye hontho ki khushboo ye chehre ka jadu

ye dil ko churati adaye

chaha jitni baar tumko chaha jitni baar tumko 

pyar aaya aur jyada aur jyada pyar aaya

pyar aaya aur jyada aur jyada pyar aaya

dekha jitni baar tumko dekha jitni baar tumko 

pyar aaya aur jyada aur jyada pyar aaya

pyar aaya

Explore this song