Roman script

pyaasi pyaasi saari vaadi hai

aare megha ye jamin pyaasi hai

baras ke nain khali hai, jaan pyaasi hai 

meri jaan pyaasi hai 

pyaasi pyaasi saari vaadi hai

kaare megha, kaare megha dur se tu ud jaata hai

tu falak pe chale main jamin pe yaha 

barsega tu kaha

kaare megha, kaare megha dur se tu ud jaata hai

tu falak pe chale main jamin pe yaha 

barsega tu kaha

pyaasi hai meri vaadiya, pyaasi hai meri vaadiya

pyaasi pyaasi saari vaadi hai

aare megha ye jamin pyaasi hai

baras ke nain khali hai, jaan pyaasi hai 

meri jaan pyaasi hai, pyaasi pyaasi

rukhi jamin pe likh jaa kabhi, bundo ka likha wo reh jayega

jaane kya man hi man, bhiga bhiga hua badal kehta hai 

rukhi jamin pe likh jaa kabhi, bundo ka likha wo reh jayega

jaane kya man hi man, bhiga bhiga hua badal kehta hai 

pyaasi hai meri vaadiya, pyaasi hai meri vaadiya

pyaasi pyaasi saari vaadi hai

aare megha ye jamin pyaasi hai

baras ke nain khali hai, jaan pyaasi hai 

meri jaan pyaasi hai

pyaasi pyaasi saari vaadi hai

Explore this song