Roman script

pyar ye kaisa pyar 

jise anjaam pe lana mushkil hain 

pyar ye kaisa pyar 

jise anjaam pe lana mushkil hain 

kaise rishte ban jate hain 

jinka nibhana mushkil hain

pyar ye kaisa pyar 

jise anjaam pe lana mushkil hain 

kaise rishte ban jate hain 

jinka nibhana mushkil hain

dil par jor kisi ka nahi 

waqt pe jor kisi ka nahi 

kab ye kisse ho jaye 

chahat par jor kisi ka nahi 

dil par jor kisi ka nahi 

waqt pe jor kisi ka nahi 

kab ye kisse ho jaye 

chahat par jor kisi ka nahi 

khushi ke badle itna gam 

jis gam ka uthana mushkil hain 

pyar ye kaisa pyar 

jise anjaam pe lana mushkil hain 

kaise rishte ban jate hain 

jinka nibhana mushkil hain

kaha se aaya ye tufaan 

sapno ka mahal yun tut gaya 

pyar ke badle puja ki 

kyu fir bhi naseeba fut gaya 

kaha se aaya ye tufaan 

sapno ka mahal yun tut gaya 

pyar ke badle puja ki 

kyu fir bhi naseeba fut gaya 

yun bigade hain haalat ki ab

rutho ko manana mushkil hain

pyar ye kaisa pyar 

jise anjaam pe lana mushkil hain 

kaise rishte ban jate hain 

jinka nibhana mushkil hain

pyar ye kaisa pyar 

jise anjaam pe lana mushkil hain

Explore this song