Roman script

mar jaye mar jaye 

pyar se aise na humme dekho pyar se aise na humme dekho 

ki kahin na hum mar jaye ki kahin na hum mar jaye

jadu nazro se na chalao is trah se na muskurao

ki mohabat na kar jaye ki kahin na hum mar jaye

ki kahin na hum mar jaye haye ki kahin na hum mar jaye

ye ishara jo tune kiya hai is ishare per sab kuch fida hai

band hoton ki sargoshiiyan keh rahi kuch to khamoshiyan

tehri saasein hai tez dhadkan hai kya batayein hum kaisi uljhan hai

tehri saasein hai tez dhadkan hai kya batayein hum kya hua

dil ke shulon ko yun na bhadkao dil ke shulon ko yun na bhadkao

ki kahin na hum mar jaye ki kahin na hum mar jaye

pyar se aise na humme dekho pyar se aise na humme dekho 

ki kahin na hum mar jaye ki kahin na hum mar jaye

kya hasin dil nashi silsila hai sath jab se tumhara mila hai

sabr jaga hai ehsas mein sirf tum ho nayi pyas mein

dard duri ka na saha jaye hal kaisa hai na kaha jaye

dard duri ka na saha jaye hal kaisa hai kya pata

paas aajao yun na tadpao paas aajao yun na tadpao

ki kahin na hum mar jayen ki kahin na hum mar jayen 

jadu nazro se na chalao is trah se na muskurao

ki mohabat na kar jaye ki kahin na hum mar jaye

pyar se aise na humme dekho pyar se aise na humme dekho 

ki kahin na hum mar jaye ki kahin na hum mar jaye

ki kahin na hum mar jaye ki kahin na hum mar jaye

Explore this song