Roman script

nind kise aati hai aankh kaha soti hai 

nind kise aati hai aankh kaha soti hai 

ishq ye jab hota hai jaan pe bani hoti hai

har pal bechaini mein gujare chain sakun sab khota hai

pyar mein aisa hota hai pyar mein aisa hota hai 

pyar mein aisa hota hai ho pyar mein aisa hota hai 

maahiya maahiya maahiya

raat sadiyo si lage subah hoti hi nahi

bas kate din karwto mein aankh soti hi nahi

ishq mein raat aur din ki fikar kaha hoti hai

din ho ya chahe raat ho ishq mein ek sa sama bas hota hai 

pyar mein aisa hota hai ho pyar mein aisa hota hai 

maahiya maahiya maahiya

hosh kuch rahta nahi chhayi madhhoshi rahe

khoya khoya man ho gumshuda lab pe khamoshi rahe

ishq mein aksar dil ki aankh juba hoti hai

lab jo kisi se naa kah paaye aankho se baya hota hai 

pyar mein aisa hota hai ho pyar mein aisa hota hai 

pyar mein aisa hota hai ho pyar mein aisa hota hai 

nind kise aati hai aankh kaha soti hai 

nind kise aati hai aankh kaha soti hai 

ishq ye jab hota hai jaan pe bani hoti hai

har pal bechaini mein gujare chain sakun sab khota hai

pyar mein aisa hota hai ho pyar mein aisa hota hai 

ha pyar mein aisa hota hai ho pyar mein aisa hota hai 

ha pyar mein aisa hota hai ha pyar mein aisa hota hai

Explore this song