Roman script

pyar ko ho jane do, pyar me kho jane do

aitbar kisaka hai, intjar kiska hai

abhi na huwa to phir kabhi nahi kabhi nahi

pyar ko ho jane do, pyar me kho jane do

aitbar kisaka hai, intjar kiska hai

abhi na huwa to phir kabhi nahi kabhi nahi

pyar ko ho jane do

pyar ke bich min hum nahi ayenge

jis taraf le chala dil chale jayenge

chain sa gaya yu laga dil gaya

abhi na gaya to phir kabhi nahi kabhi nahi

pyar ko ho jane do, pyar me kho jane do

aitbar kisaka hai, intjar kiska hai

abhi na huwa to phir kabhi nahi kabhi nahi

pyar ko ho jane do

mujhako ankho se dil me utar jane do

kuchh bigad jane do kuchh sawar jane do

ik bahana bane ik fasana bane

abhi na bana to phir kabhi nahi kabhi nahi

pyar ko ho jane do, pyar me kho jane do

aitbar kisaka hai, intjar kiska hai

abhi na huwa to phir kabhi nahi kabhi nahi

pyar ko ho jane do

ajkal phir kabhi phir kabhi baad me

baat reh jayegi yad hi yad me

ho jo nahi hai kahan jo nahi hai kiya

abhi na kiya to phir kabhi nahi kabhi nahi

Explore this song