Roman script

pyar ke kabil to samjha

pyar ke kabil to samjha

maherbaani aap ki

mere dil ko dil to samjha

maherbaani aap ki

pyar ke kabil to samjha

jaaneman jaane tamana

ho jaaneman jaane tamana

is wafa ka shukariya

jaaneman jaane tamana

kis wafa ka shukariya

aap ki mitthi nazar ka

har adaa ka shukriya

pyaar ki manjil to samjha

pyaar ki manjil to samjha

maherbaani aap ki

mere dil ko dil to samjha

maherbaani aap ki

pyar ke kabil to samjha

pyaar ki nazron se dekha

ho pyaar ki nazron se dekha

aur hum sharma gaye

pyaar ki nazron se dekha

aur hum sharma gaye

dekhte hi kuch kho diye

kuch paa gaye

pyaar ko sahil to samjha

pyaar ko sahil to samjha

maherbaani aap ki

mere dil ko dil to samjha

maherbaani aap ki

pyar ke kabil to samjha

Explore this song