Roman script

o pyar bhari in aankho ne

o pyar bhari in aankho ne

aaja tujhko yaad kiya

aaja tujhko yaad kiya

o pyar bhari in aankho ne

aaja ke bahare meri hai

gulshan pe jawani tujhse hai

bechai duwaye kahti hai

duniya hi suhani tujhse hai

ho suhani tujhse hai

ho pyar ke sundar sapno ko

ja ke kyun barbaad kiya

ja ke kyun barbaad kiya

o pyar bhari in aankho ne

aa jaye bahare humko kya

ithlaye hawaye humko kya

ithlaye hawaye humko kya

fariyaad humari kahti hai

itraye fizaye humko kya

o fizaye humko kya

o pyar ke mare is dil ne

phir bhi tujhko yaad kiya 

phir bhi tujhko yaad kiya 

o pyar bhari in aankho ne

aa jaao khiza ka phul hai hum

is pyar ki aisi dhul hai hum

kaante hi likhe hai kismat me

fariyaad tumhari hai hardam

o tumhari hai hardam

o pyar ki manjil par aa ke

aaj hume nashad kiya

aaj hume nashad kiya

o pyar bhari in aankho ne

Explore this song