Roman script

aankh meri hai husn tera hai,

tujhko dekhu mai hak yeh mera hai

aankho me surur hai, baato me gurur hai

chhalke chhalke chhalke

bindiya meri bindiya, le gayi teri nindiya

chamke chamke chamke, chain khoya tumko paaya

pyaar aaya pyaar aaya, saj dhaj ke mera yaar aaya 

mai hu divaana pyaar kaa maara, jaan bhi de du kar do ishaara

dil se hai dil kaa sauda hamara, jaan kyon maange tumse ham yaara

jindagi yeh aashiqi hai, aashiqi ki toh yeh karaar aaya

pyaar aaya pyaar aaya, saj dhaj ke mera yaar aaya 

pyaar aaya pyaar aaya, saj dhaj ke mera yaar aaya 

ham hai manmauji mauj karte hai, ishq ke vaade roj karte hai 

roj hote hai tere hi charche, roj jite hai roj marte hai

har taraf too rubaru hai, saamne too hi baar baar aaya

pyaar aaya pyaar aaya, saj dhaj ke mera yaar aaya 

pyaar aaya pyaar aaya, saj dhaj ke mera yaar aaya  

aankho me surur hai, baato me gurur hai

chhalke chhalke chhalke

bindiya meri bindiya, le gai teri nindiya

chamke chamke chamke, chain khoya tumko paya

pyaar aaya pyaar aaya, saj dhaj ke mera yaar aaya 

pyaar aaya pyaar aaya, saj dhaj ke mera yaar aaya 

pyaar aaya pyaar aaya, saj dhaj ke mera yaar aaya 

pyaar aaya pyaar aaya, saj dhaj ke mera yaar aaya

Explore this song