Roman script

bura man gaye

ho bura man gaye

pyar ankho se jataya, to bura man gaye

pyar ankho se jataya, to bura man gaye

hal-e-dil hamne sunaya, to bura man gaye

apne gajre ke har ek phul kee tarif suni

apne gajre ke har ek phul kee tarif suni

jakhm-e-dil hamne sunaya to bura man gaye

pyar ankho se jataya, to bura man gaye

wo to har roj rulaate hai ghataao ki tarah 

wo to har roj rulaate hai ghataao ki tarah

hamne ek roj rulaaya to bura man gaye

pyar ankho se jataya, to bura man gaye

sirf itni si khata par hume dushman jana

sirf itni si khata par hume dushman jana

sar ko kadmo me jhukaya to bura man gaye

pyar ankho se jataya, to bura man gaye

hal-e-dil hamne sunaya to bura man gaye

Explore this song