Roman script

Kitaabon se aankhen chura ke
Hum yaaron pe shaamein lutaate the
Phir kamron mein fikrein sula ke
Sadkon pe tafri udaate the
Jebein khaali thi munh pe gaali thi
Bheege khwaabon bhari raat thi
Un dino mein kuchh to baat thi
Un dino mein kuchh to baat thi
Wo purane din the deewaane din
Ab gaye hain jo nahin aane din
Un dino mein kuchh to baat thi
Un dino mein kuchh to baat thi
Achchhi lagti thi kabhi-kabhi jo mujhe mujhe
Achchhi lagti thi kabhi-kabhi wo hi tujhe
Dekha karti thi kabhi-kabhi jo tujhe haan tujhe
Dekha karti thi kabhi-kabhi wo hi mujhe
Wo na teri hui aur na meri hui
Wo kisi aur ke saath thi
Un dino mein kuchh to baat thi
Un dino mein kuchh to baat thi
Milte the hum gale to phir nikaal ke fursatein
Ab mile bina hi beet jaate hain zamaane kai
Maana ki le gayi hai door humko ab ye zarooratein
The door-door hum yaaron phir yaadein saath thi
Un dino mein kuchh to baat thi
Un dino mein kuchh to baat thi
Wo purane din the deewaane din
Ab gaye hain jo nahin aane din
Wo purane din the deewaane din
Ab gaye hain jo nahin aane din
Un dino mein kuchh to baat thi
Un dino mein kuchh to baat thi
Un dino mein kuchh to baat thi
Un dino mein kuchh to baat thi

हिंदी में गीत

किताबों से आंखें चुरा के
हम यारों पे शामें लुटाते थे
फिर कमरों में फिक्रें सुला के
सड़कों पे तफरी उड़ाते थे
जेबे खाली थी मुंह पे गाली थी
भीगे ख्वाबों भरी रात थी
उन दिनों में कुछ तो बात थी
उन दिनों में कुछ तो बात थी
वो पुराने दिन थे दीवाने दिन
अब गए हैं जो नहीं आने दिन
वो पुराने दिन थे दीवाने दिन
अब गए हैं जो नहीं आने दिन
उन दिनों में कुछ तो बात थी
उन दिनों में कुछ तो बात थी
अच्छी लगती थी कभी-कभी जो मुझे मुझे
अच्छी लगती थी कभी-कभी वोही तुझे
देखा करती थी कभी-कभी जो तुझे हाँ तुझे
देखा करती थी कभी-कभी वो ही मुझे
वो ना तेरी हुई और ना मेरी हुई
वो किसी और के साथ थी
उन दिनों में कुछ तो बात थी
उन दिनों में कुछ तो बात थी
मिलते थे हम गले तो फिर निकाल के फुरसतें
अब मिले बिना ही बीत जाते हैं जमाने कई
माना की ले गई है दूर हमको अब ये जरूरतें
थे दूर-दूर हम यारों फिर यादें साथ थी
उन दिनों में कुछ तो बात थी
उन दिनों में कुछ तो बात थी
वो पुराने दिन थे दीवाने दिन
अब गए हैं जो नहीं आने दिन
वो पुराने दिन थे दीवाने दिन
अब गए हैं जो नहीं आने दिन
उन दिनों में कुछ तो बात थी
उन दिनों में कुछ तो बात थी
उन दिनों में कुछ तो बात थी
उन दिनों में कुछ तो बात थी

Song video

Watch on YouTube

Song information

singer: Arijit Singh

album: Pehla Pyaar Doosri Baar

lyricist: Kumaar

music: Rochak Kohli

director: Anuj Saini

cast: Sparsh Walia, Alisha Chopra, Kunal Vaid, Sakshi Vaidya

music label: Tseries

Explore this song