Roman script

purab disha se pardeshi aaya

purab disha se pardeshi aaya

naino ke raste man me shamaya

man ka wo meet banke pritam ki prit banke

preet ka git banke hotho pe aaya

purab disha se pardeshi aaya

naino ke raste man me shamaya

jab se wo aaya nind na aayi

jab se wo aaya nind na aayi

nind na aayi to ram duhayi

sapno me aake mujhe nind se jagaya

nind se jagaya

purab disha se pardeshi aaya

naino ke raste man me shamaya

jhum ke maine li angadayi

jhum ke maine li angadayi

jab sapere ne been bajayi

nagin pe jane kaisa jadu chalaya

jadu chalaya

purab disha se pardeshi aaya

naino ke raste man me shamaya

pucho na meri prem kahani

pucho na meri prem kahani

ban gayi mai to aisi diwani

sara jamana uski yad me bhualya

yad me bhulaya

purab disha se pardeshi aaya

naino ke raste man me shamaya

man ka wo meet banke pritam ki preet banke

preet ka geet banke hotho pe aaya

purab disha se pardeshi aaya

naino ke raste man me shamaya

Explore this song