Roman script

suno suno arey taja taja

hai garma garam arey panchar par 

hey taaka tak thaiya taka tak thaiya

sunlo bhaiya dekho ho gaya panchar pahiya

ye duniya, ye duniya motar gaadi hai

koi chale na jantar mantar

duniya motar gaadi hai

koi chale na jantar mantar

na jane kis mod pe aakar ho jaye pahiya panchar

ye duniya, ye duniya motar gaadi hai

koi chale na jantar mantar 

duniya motar gaadi hai

koi chale na jantar mantar

pahla panchar wo dekhiye

arey pahla panchar wo dekhiye

bat sunau badi kamal, ghar se dekho padhne aaye

ghar se dekho padhne aaye, maa baap ke pyare laal

aashao ke jhagde me aur aapas ke is ragde me

jhande lekar dande lekar, jhande lekar dande lekar

sabha lagale kare hadtale 

maa baap ki, maa baap ki

sab aashaye karde wo chhumantar 

ye duniya, ye duniya motar gaadi hai

koi chale na jantar mantar 

duniya motar gaadi hai

koi chale na jantar mantar

baal katakar haye haye pant chadhakar

baal katakar pant chadhakar 

dekho fashion kitna bhadka

ek taraf se ladki lagti 

ek taraf se ladki lagti

ek taraf se lagta ladka 

hua achamba baandh ke tamba

naache chori rambha saamba 

hua achamba baandh ke tamba

naache chori rambha saamba 

palke nakli, julfe nakli

palke nakli, julfe nakli 

fashion nakli, sab kuch nakli 

aaj desh ka, aaj desh ka

pahnawa bhi ho gaya bada bhayankar

ye duniya, ye duniya motar gaadi hai

koi chale na jantar mantar 

duniya motar gaadi hai

koi chale na jantar mantar

bees saal me char chunav 

are bees saal me char chunav 

sabne bola aao aao

ye duniya, ye duniya motar gaadi hai

koi chale na jantar mantar 

duniya motar gaadi hai

koi chale na jantar mantar

na jane kis mod pe aakar ho jaye pahiya panchar

ye duniya, ye duniya motar gaadi hai

koi chale na jantar mantar

Explore this song