Roman script
pukaro mujhe phir pukaro mere dil ke aine me zulfe aaj sanvaro pukaro mujhe phir pukaro meri zulfo ke saye me aaj ki rat guzaro pukaro mujhe phir pukaro gulashan me aisi chhanv aisi dhup nahi gulashan me aisi chhanv aisi dhup nahi kaliyo me aisa rag aisa rup nahi jao mere yar sa phul koi le ke ao baharo pukaro mujhe phir pukaro
Song details
- Singer: Kishore Kumar
- Singer: Lata Mangeshkar
- Film / album: Buniyaad (1972)
- Composer: Laxmikant Pyarelal
- Lyricist: Anand Bakshi
- Actor: Shatrughan Sinha
- Actor: Yogita Bali
- Actor: Fariyal
- Actor: Rakesh Roshan
- Actor: Bindu
- Actor: Farida Jalal
- Actor: Pran
- Actor: Jankidas
- Actor: Sajjan
Song video
singer: Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
actor: Shatrughan Sinha, Pran, Bindu, Rakesh Roshan, Farida Jalal, Yogita Bali