Roman script

pucho na hamse ke ham hai kis haal mein

fas gaye ham aaj bure jaal mein 

fas gaye ham aaj bure jaal mein 

ho ho pucho na hamse ke ham hai kis haal mein 

fas gaye ham aaj bure jaal mein 

rsme hai kaisi dastur hai kya koi bataye yaha ka 

rsme hai kaisi dastur hai kya koi bataye yaha ka 

jo na maana kyun wo diwana padta hai aise bawal mein 

fas gaye ham aaj bure jaal mein 

pucho na hamse ke ham hai kis haal mein 

fas gaye ham aaj bure jaal mein

karne chle the ham to bhalayi palle padi hai burayi 

karne chle the ham to bhalayi palle padi hai burayi 

neki karke driya mein dali jana aa gayi hai janjal mein 

fas gaye ham aaj bure jaal mein 

pucho na hamse ke ham hai kis haal mein 

fas gaye ham aaj bure jaal mein

Explore this song