Roman script

puchho jara puchho mujhe kya hua hai

kaisi bekrari hai ye kaisa nasha hai

tumse dil lagane ki saza hai

raja ji tumse dil lagane ki saza hai

puchho jara puchho mujhe kya hua hai

kaisi bekrari hai ye kaisa nasha hai

puchho jara puchho mujhe kya hua hai

kaisi bekrari hai ye kaisa nasha hai

tumse dil lagane ki saza hai

ha ha ha tumse dil lagane ki saza hai

rutha hai kyu raja kyu mujhse khafa hai

kaisi berukhi hai mere dil ko pata hai

tumse dil lagane ki saza hai

ha ha ha tumse dil lagane ki saza hai

kaate ho ya kaliya ho, bas mahbub ki galiya ho 

sath tumhare chalna hai, ishq ki aag me jalna hai

chir ke dekho dil mera, ispe likha hai naam tera

divangi kya chij hai, divano ko bas hai pata

puchho jara puchho mujhe kya hua hai

kaisi bekrari hai ye kaisa nasha hai

tumse dil lagane ki saza hai

ayi ayi ya tumse dil lagane ki saza hai

chhod  ke tumko kidhr jaye, hum to tere bin mar jaye

ji karta kuchh kar jaye, pyar me had se gujar jaye 

hum vo nahi jo dar jaye, vada kar ke mukar jaye 

is pyar ka takrar ka, chahat ka hai apna maja

puchho jara puchho mujhe kya hua hai

kaisi bekrari hai ye kaisa nasha hai

tumse dil lagane ki saza hai

ha ha ha tumse dil lagane ki saza hai

puchho jara puchho mujhe kya hua hai

kaisi bekrari hai ye kaisa nasha hai

tumse dil lagane ki saza hai

ha ha ha tumse dil lagane ki saza hai

ha ha ha tumse dil lagane ki saza hai

ayi ayi ya tumse dil lagane ki saza hai

lyrics typed by: neha gupta

Explore this song