Roman script

ae puchho na puchho kasla

aala re aala maja aala

puchho na puchho kasla

aala re aala maja aala

mil gayi chabhi khul gaya pyare

mil gayi chabhi khul gaya pyare

kismat ka wo band taala

aah puchho na puchho kasla

aala re aala maja aala

hey kya pyar leke basti me aaya

kya pyar leke basti me aaya

yaar mera dilwala

are puchho na puchho kasla

aala re aala maja aala

wuyi wuyi wuyi wuyi wuyi 

wuyi wuyi wuyi wuyi 

hai aaj ka din kuch khas yaaro

ab sari khushiya ho hai pass yaaro

hai aaj ka din kuch khas yaaro

ab sari khushiya hai pass yaaro

apan hai dil ke bindas yaaro

dil me rahe na kuch pyas yaaro

baaho me aake gale lagake

takra pyala se pyala

ae  puchho na puchho kasla

aala re aala maja aala

wuyi wuyi wuyi wuyi wuyi 

wuyi wuyi wuyi wuyi 

main pyasi dil pyasa

dil ki ye pyas bujhe na

dil ko jo tadpaye

uspe koi jor chale na

are dil se dil milne do

dil me koi pyas rahe na

tarse na ab koi

ab koi dard sahe na

rangin raate phir laut aayi

are rangin raate phir laut aayi

mausam hua matwala

puchho na puchho kasla

aala re aala maja aala

wuyi wuyi wuyi wuyi wuyi 

wuyi wuyi wuyi wuyi 

do dil hai jeena do din ki hasti

hasti wahi hai jisme ho masti

do dil hai jeena do din ki hasti

hasti wahi hai jisme ho masti

basti pe barsi ye kaisi masti

masti me jhume ye sari basti

apun ko toke apun ko roke

rokega ab kaun shala

ae hey puchho na puchho kasla

aala re aala maja aala

puchho na puchho kasla

aala re aala maja aala

mil gayi chabhi khul gaya pyare

mil gayi chabhi khul gaya pyare

kismat ka wo band taala

puchho na puchho kasla

aala re aala maja aala

puchho na puchho kasla

aala re aala maja aala

Explore this song