Roman script
puchho na kaisa maza aa raha hai puchho na kaisa maza aa raha hai sang mere tu hai, sang mere hai jaha masti me dil ga raha hai ho sang mere tu hai, sang mere hai jaha masti me dil ga raha hai puchho na kaisa maza aa raha ha sadko pe firte firte dhul me uthe girte chamchamati gadiyo ke pichhe sadko pe firte firte dhul me uthe girte chamchamati gadiyo ke pichhe khadi dukan ke aage sapno ke reshmi dhage bunti thi ankhiya miche miche khadi dukan ke aage sapno ke reshmi dhage bunti thi ankhiya miche miche badli hai kismat apni dekho to himat apni masti me dil ga raha hai puchho na kaisa maza aa raha hai puchho na kaisa maza aa raha hai jute polish karta tha tab kahi padta tha phir bhi tha khud pe yaki jute polish karta tha tab kahi padta tha phir bhi tha khud pe yaki chhupkar kabhi roti thi hanskar bhukhi soti thi phir bhi thi sabse hansi o chhupkar kabhi roti thi hanskar bhukhi soti thi phir bhi thi sabse hansi ho badli hai kismat apni, dekho to himat apni masti me dil ga raha hai puchho na kaisa maza aa raha hai sang mere tu hai, sang mere hai jaha masti me dil ga raha hai ho sang mere tu hai, sang mere hai jaha masti me dil ga raha hai puchho na kaisa maza aa raha ha
Song details
- Singer: S Janaki
- Singer: Amit Kumar
- Film / album: Awwal Number (1990)
- Composer: Bappi Lahiri
- Lyricist: Amit Khanna
- Actor: Dev Anand
- Actor: Aamir Khan
- Actor: Aditya Pancholi
- Actor: Neeta Puri
- Actor: Ekta
- Actor: Sudhir Pandey
- Actor: Vikram Gokhale
- Actor: Parikshat Sahni
- Actor: Ram Mohan
- Actor: Anjan Srivastava
- Actor: Bharat Bhushan
- Actor: Birbal
- Actor: Sameer Khakkar
- Actor: Kulbhushan Kharbanda
- Actor: Raj Kishore
- Actor: Manmouji
- Actor: Mac Mohan
- Actor: Asha Sharma
- Actor: Subbiraj
- Actor: Ajit Vachchani
- Actor: Aftab Shivdasani
Song video
singer: S Janaki, Amit Kumar