Roman script

punchhe to koun punchhe ye baat aasma se 
ye kaisi dushmani thi bijli ko aashiya se 
punchhe to koun punchhe
barbadiyo ko apni aabadiyan samjh le 
barbadiyo ko apni aabadiyan samjh le 
aisa junun laye har aadami kahan se 
punchhe to koun punchhe ye baat aasma se 
ye kaisi dushmani thi bijli ko aashiya se 
punchhe to koun punchhe

Song details

Song video

Watch on YouTube