Roman script

suno suno o basti walo is dil ka afsana

pahle isne chain churaya ab karta hai bahana bol bol 

bol mere yar kare kisse shadi bol mere yar kare kisse shadi

puchh rahi hai ladki haiydrabadi bol mere yar kare kisse shadi

puchh rahi hai ladki haiydrabadi

ye dilwala bada lamba hai ye dilwala bada lamba hai

lamba hai bijli ka khamba hai jab jab ye najdik aayega

jab jab ye najdik aayega mujhko karant lagayega

aise loga se kare kon shadi puchh rahi hai ladki haiydrabadi

bol mere yar kare kisse shadi puchh rahi hai ladki haiydrabadi

ye diwana bada chota hai chota bepaindi ka lota hai

ye diwana bada chota hai chota bepaindi ka lota hai

kabhi idhar kabhi udhar kabhi idhar kabhi udhar jayega

hath mere ye na aayega aise loga se kare kon shadi

puchh rahi hai ladki haiydrabadi bol mere yar kare kisse shadi

puchh rahi hai ladki haiydrabadi

ye muchh wala sharabi hai isme yahi to kharabi hai

ye muchh wala sharabi hai isme yahi to kharabi hai

aadhi aadhi rat ghar aayega aadhi aadhi rat ghar aayega

khali khali botal hilayega aise loga se kare kon shadi

puchh rahi hai ladki haiydrabadi bol mere yar kare kisse shadi

puchh rahi hai ladki haiydrabadi

hame na pasand kare hame na pasand kare

hum sare iski najar me bekar puchho isse hai pasand kaisa dildar

ha marda mera bas aisa ho aisa ho is dil jaisa ho

chehre se jo mardana ho jiska jamana diwana ho

bol mere yar karega tu shadi puchh rahi hai ladki haiydrabadi

bol mere yar karega tu shadi puchh rahi hai ladki haiydrabadi

Explore this song