Roman script

prem ki naiya dol rahi hai

prem ki naiya dol rahi hai

bojh hriday ka taul rahi hai

bojh hriday ka taul rahi hai

prem ki naiya

haye prem ki naiya dol rahi hai

prem ki naiya dol rahi hai

prem me aisi surat bigdi

prem me aisi surat bigdi

sar par jute, paav me pagdi

sar par jute, paav me pagdi

izzat ke pat khol rahi hai

izzat ke pat khol rahi hai

prem ki naiya

haye prem ki naiya dol rahi hai

prem ki naiya dol rahi hai

aise dhanwalo ke laal

ud gaye jinke sar ke baal

aise dhanwalo ke laal

ud gaye jinke sar ke baal

ha ha ud gaye jinke sar ke baal

dekho, ud gaye jinke sar ke baal

sar ki taat bhi bol rahi hai

sar ki taat bhi bol rahi hai

prem ki naiya

haye prem ki naiya dol rahi hai

prem ki naiya dol rahi hai

prem na aaya tumko raas

prem na aaya tumko raas

kahe ye tumse gappu daas

kahe ye tumse gappu daas

ha ha kahe ye tumse gappu daas

kya, niyat dawa dol rahi hai

niyat dawa dol rahi hai

prem ki naiya 

haye prem ki naiya dol rahi hai

prem ki naiya dol rahi hai

prem ki naiya

Explore this song

Song video

Watch on YouTube