Roman script

prem ke suhane git ga 
prem ke suhane git ga 
zindagi ke saz par dil ki aawaz par 
prem ke suhane git ga 
rat ye suhani hai pyar ki nishani hai 
prem ke suhane git ga taro ki ye barat 
kaisi khushi ki bat hai tera mera sath
prem ke suhane git ga 
prit ke bahne lage dhare tere sahare 
ho jivan naiya par kinare
bahe gale me dono dare 
chanda se pyare dil ki bazi hare
prem ke suhane git ga 
o mere dil ki chandani dil me sama ja tu
o mere dil ke chand mere dil me zara to aa tu
aarzu hai tujhko meri  mujhko teri thi 
prit ke bahne lage dhare tere sahare 
ho jivan naiya par kinare
bahe gale me dono dare 
chanda se pyare dil ki bazi hare
prem ke suhane git ga

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Mohammed Rafi, Shamshad Begum