Roman script

prem hai kya 
prem hai kya ek aasu ek katra 
jisme sagar dub gaye dub gaye dub gaye
prem hai kya ek aasu ek katra 
jisme sagar dub gaye dub gaye dub gaye
premi fir bhi milne ka 
mauka dhund lete hai
premi fir bhi milne ka 
mauka dhund lete hai
unchi diwaro ke jharokha dhund lete hai
premi fir bhi milne ka 
mauka dhund lete hai
jamana diwana na jana prem hai kya
prem hai kya ek jadu ek parda
jiske piche bhed chupe bhed chupe
prem hai kya ek aasu ek katra 
jisme sagar dub gaye dub gaye dub gaye
gori ke hotho pe hai prem ki paheliya
gori ke hotho pe hai prem ki paheliya
gori ka pritam jane ya jane saheliya
gori ke hotho pe hai prem ki paheliya
kare kya sune kya kahe kya preet hai kya 
haye preet hai kya ek khusbu ek barsa
jo barse to aag lage aag lage aag lage
prem hai kya ek aasu ek katra 
jisme sagar dub gaye dub gaye dub gaye
dub gaye dub gaye dub gaye dub gaye

Song details

Song video

Watch on YouTube