Roman script

priyatama priyatamaa ho priyatamaa

priyatam tera mera pyar gup chup

kya jane sansar

priyatama tera mera pyar

priyatama tera mera pyar gup chup

kya jane sansar

priyatama tera mera pyar

lakho ke parde ke andar

lakho ke parde ke andar

jalta hai angar chup chup

kya jane kya jane kya jane sansar

priyatama tera mera pyar

ghadi ghadi japti hu aadhi rat ko

padi padi tadpu main mulakat ko

khadi khadi khidki ke sahare

khadi khadi khidki ke sahare

karti hu singar chup chup

kya jane kya jane kya jane sansar

priyatama tera mera pyar

in taro me gajre bikhre sawre

is pagdandi ki hai thandi chhav re

is pagdandi ki hai thandi chhav re

prem nagar ki raho me to

prem nagar ki raho me to

baho ka bal har gup chup

kya jane kya jane sansar

priyatama tera mera pyar

ud jata hai piya papiha bol ke

ho jati hu khadi kiwadiya khol ke

aadhi rat diya bujhte hi

aadhi rat diya bujhte hi

o jana ek tar gup chup

kya jane kya jane sansar

priyatama tera mera pyar

priyatama tera mera pyar gup chup

kya jane sansar priyatama tera mera pyar

Explore this song