Roman script

dharam hai tera dharmanam

karam hai tera karmanam

aag mein pag pag chala hai jo

wohi dagar hai uska prassthanam

dharam hai tera dharmanam

karam hai tera karmanam

aag mein pag pag chala hai jo

wohi dagar hai uska prasthanam

yatar savatar janmanam

bhargodevasaya dhimahi

yuge yuge ye hi pratha katha

parinaam pariksham prasthanam

ubalte paani mein kabhi bhi kisi ka

aksh dikhta nahi saiyam kho de jo shakas

kabhi tikta nahi tikta nahi tikta nahi

ghaat bhara ye virindavan

paap punya ka gathbandhan

aag mein pag pag chala hai jo

wohi dagar hai uska prasthanam

pathreele path pe jo chalta gaya wo

ek kashan rookta nahi uske manobal ka kan kan

jhookta nahi jhookta nahi jhookta nahi

phir kya raja kya singhashan

paap ki paribhasha paawan

akram akhand akashiya

parinaam pariksham prassthanam

karmo ka khel hai

dharmo ki chal hai ye kissa chalta rahe

bujhao jo ye aag utna badhe utna badhe utna badhe

dharam hai tera dharmanam

karam hai tera karmanam

aag mein pag pag chala hai jo

wohi dagar hai uska prasthanam

yatar savatar janmanam

bhargodevasaya dhimahi

yuge yuge ye hi pratha katha

parinaam parikshan prassthanam

Explore this song