Roman script

popat hu mai pyar ka aashik hu sarkar ka

chuti hai har bat ki or din bhi hai itwar ka

popat hu mai pyar ka aashik hu sarkar ka

chuti hai har bat ki or din bhi hai itwar ka

popat hu mai pyar ka

aaj gaya to kal som hai som bada dukh kari

som bada dukhkari magal ko hum mil na sakenge

mangal mujhpe bhari haye mangal mujhpe bhari

pyar ki bate are pyar ki bate aaj hi karle 

pata nahi budhwar ka popat hu mai pyar ka

aashik hu sarkar ka chuti hai har bat ki

or din bhi hai itwar ka popat hu mai pyar ka

guru sukar ke wade chhodo aaj pe karlo

bharosha aaj pe karlo bharosha

are chalo kisi hotel me khale

pyar ka idli dhosa pyar ka itdi dhosa

sadhe sati sadhe sati shani gaya

ab ghar kya rishtedar ka

popat hu mai pyar ka aashik hu sarkar ka

chuti hai har bat ki or din bhi hai itwar ka

popat hu mai pyar ka

yahi pyar pooja ka din hai nam hai jiska sunday

nam hai jiska sunday apni kimati sat dino me

give me only one day please dedo mujhe 

one day are kasam khuda ki 

hafte bhar se pyasa hi didar ka popat hu mai pyar ka

Explore this song