Roman script

puchho na jindagi se kya kya fareb khaya

fir bhi na maut aayi

fir bhi na maut aayi

puchho na jindagi se kya kya fareb khaya

fir bhi na maut aayi

fir bhi na maut aayi

ummid ke deeye ki lau ho gayi hai madhm

ummid ke deeye ki lau ho gayi hai madhm

badhta hi ja raha hai ruswaaiyon ka sath

puchho na jindagi se kya kya fareb khaya

fir bhi na maut aayi

fir bhi na maut aayi

hum be khata hai iska kaise yaki dilaaye

hum be khata hai iska kaise yaki dilaaye

hum naam kya bataye kisne hume mitaya

puchho na jindagi se kya kya fareb khaya

fir bhi na maut aayi

fir bhi na maut aayi

apne hi aansuo se apni chita jala kar

apne hi aansuo se apni chita jala kar

apna hi abr humne ae jindagi banaya

puchho na jindagi se kya kya fareb khaya

fir bhi na maut aayi

fir bhi na chain aaya

fir bhi na chain aaya

fir bhi na chain aaya

Explore this song