Roman script

piya tujh aashna hu main 
tu begana na kar mujhko 
piya tujh aashna hu main 
tu begana na kar mujhko 
reti ne yakrat, tujh yaad bin, yaad bin 
tu na bisar mujhko 
tu na bisar mujhko 
tere pag tal rakhi hu shish 
fajal din se avadh tak bhi 
ajab kya hain jo mitsaar bhul 
dhanisa to ambar mujhko 
piya tujh aashna hu main 
tu begana na kar mujhko
tu na bisar mujhko  
jahan tu waha hun main payre 
munjhe kya kaam hain kis su 
na butkhana mujhko parvaah 
na masjid ka khabar mujhko 
piya tujh aashna hu main 
tu begana na kar mujhko
tu na bisar mujhko  
tere neh mad ka main 
sharmstu ho matwala hu payri 
ki us madbo ?? chadh se bhi ho 
mad ka asar mujhko 
piya tujh aashna hu main 
tu begana na kar mujhko
tu na bisar mujhko

Song details

Song video

Watch on YouTube