Roman script

piya se milke aaye nain

piya se milke aaye nain

haye main kya karu

aaye na mujhko ab to chain

aaye na mujhko ab to chain

haye main kya karu

tej thi dhadkan sine ki

mausam bhi mastana tha

main bhi khoyi khoyi thi

dil bhi kuch deewaana tha

kaise kahu, kise kahu aaya bada hi maja

haye main kya karu

haye main kya karu

haye main kya karu

haye main kya karu

piya se milke aaye nain

piya se milke aaye nain

haye main kya karu

aaye na mujhko ab to chain

aaye na mujhko ab to chain

haye main kya karu

chhuyi muyi si ban baithi

baahon ne aise ghera

aankh khuli to maine dekha 

shaam se huwa savera

chhuyi muyi si ban baithi

baahon ne aise ghera

aankh khuli to maine dekha 

shaam se huwa savera

tauba mujhe aaye sharam

aage kahu bhi to kya

haye main kya karu

haye main kya karu

haye main kya karu

haye main kya karu

piya se milke aaye nain

piya se milke aaye nain

haye main kya karu

aaye na mujhko ab to chain

aaye na mujhko ab to chain

haye main kya karu

Explore this song