Roman script

mere dil ki ye dhadkan

mere saanso ki sargam

mere payal ki chham chham

bole piya piya piya piya, aa bhi ja

ke na laage mora jiya piya aa bhi ja

mere dil ki ye dhadkan

mere saanso ki sargam

mere payal ki chham chham

bole piya piya piya piya, aa bhi ja

ke na laage mora jiya piya aa bhi ja

main babul ke baag ki thi nanhi si kali

pyar ke aangan me thi naajo se main pali

is nanhi kali pe tum bahar ban gaye

pyare lagte hai sajna ye pyar ke saaye

meri aankho ka kajra

mere baalo ka gajra

mere maathe ki bindiya

bole piya piya piya piya, aa bhi ja

ke na laage mora jiya piya aa bhi ja

mere dil ki ye dhadkan

mere saanso ki sargam

mere payal ki chham chham

bole piya piya piya piya, aa bhi ja

ke na laage mora jiya piya aa bhi ja

main hu teri chandani, tu chand hai piya

mere is aangan ki tu bahar hai piya

tere hi khayalo me kho jati hu gumsum

mujhko yu akele chhod jate ho jab tum

baaje man me shahnayi

sun piya main sharmayi

ye umange lahrayi

bole piya piya piya piya, aa bhi ja

ke na laage mora jiya piya aa bhi ja

mere dil ki ye dhadkan

mere saanso ki sargam

mere payal ki chham chham

bole piya piya piya piya, aa bhi ja

ke na laage mora jiya piya aa bhi ja

bole piya piya piya piya, aa bhi ja

ke na laage mora jiya piya aa bhi ja

Explore this song