Roman script

kya hua na jaane hume dekha pehli baar hain tumhe 

tumhi suno dil ki dhadkan hosh mein hum nahi 

jaage jaage armaan hain pyase pyase jazbaat hain

tumhe dekhkar bhi humne dekha nahi 

tumhe paakar bhi humne paya nahi 

khata apni thi ye maana bhool humne ki 

saza na do hume hosh mein hum nahi 

kya hua na jaane hume dekha pehli baar hain tumhe

tumhi suno dil ki dhadkan hosh mein hum nahi 

chahat mein teri ye dil madhhosh hain

josh hain mohabbat ka ab kise hosh hain 

bin tere o sanam rah na paayenge hum 

juda ho agar sah na paayenge hum 

ha tum mere ho mere the mere rahoge

baaho ka sahara do hume hosh mein hum nahi

kya hua na jaane hume dekha pehli baar hain tumhe

tumhi suno dil ki dhadkan hosh mein hum nahi 

jaage jaage armaan hain pyase pyase jazbaat hain

baaho ka sahara do hume hosh mein hum nahi

hosh mein hum nahi hosh mein hum nahi

hosh mein hum nahi

Explore this song