Roman script

piya na rahe mann basiya

piya na rahe mann basiya

piya na rahe mann basiya sakhi re

piya na rahe mann basiya

piya na rahe mann basiya

piya na rahe mann basiya sakhi re

megh nahi bijuri bann barse

mohe ek chama nahi arj ae

megh nahi bijuri bann barse

mohe ek chama nahi arj ae

badal sang kar ke jiya ra

bole ja mann basiya

piya na rahe mann basiya

piya na rahe mann basiya

piya na rahe mann basiya sakhi re

asuan sang mora beh gaya kajra

utri mehndi sookha gajra

asuan sang mora beh gaya kajra

utri mehndi, sookha gajra

mann basant ko patt jhadh kar woh

le gayo, le gayo

le gayo, le gayo rang

rang rasiya

piya na rahe mann basiya

piya na rahe mann basiya

piya na rahe mann basiya sakhi re

pal na kate ab sakhi re piya bin

neem sa kadwa lage din

haye neem sa kadwa lage ab din

uss pe yeh chanda haye chanda 

bhi bana sakhi sautan ki

chanda bhi bana haye

sakhi sautan ki

keeso raat mori amawasiya

mann basant ko patt jhadh kar woh

le gayo, le gayo, le gayo

le gayo rang, rang rasiya

piya na rahe mann basiya

piya na rahe mann basiya

piya na rahe mann basiya sakhi re

piya na rahe mann basiya

piya na rahe mann basiya

piya na rahe mann basiya sakhi re

megh nahi bijuri bann barse

mohe ek chama nahi arj ae

megh nahi bijuri bann barse

mohe ek chama nahi arj ae

badal sang kar ke jiya ra

bole ja mann basiya

Explore this song