Roman script

piya milane naveli nadi jaaye re

main akela chala dard dabaaye re

jiya mein liye haay re

kaale baadal ghumad ghir aaye re

naache mor man-mor ghabaraaye re

chum kaliyon ko bhanvara git gaaye re

na aaj saha jaaye re

lata pedon se lipat laharaaye re

dekh-dekh ke umang lalachaaye re

mujhe chaaron or suna dikhalaaye re

kisi ki yaad aaye re

Explore this song