Roman script

piya maine kya kiya piya maine kya kiya

mujhe chhod  ke jaiyo na piya maine kya kiya

mujhe chhod  ke jaiyo na piya maine kya kiya

manva bhuj na paye ho manva bhuj na paye ho

ho gayi kon si bhul re chhal gayi mere pyar ko

kyu patjhad ki dhul re ruthe tum kis baat pe

ruthe tum kis baat pe mujhe ye bataiyo

piya maine kya kiya piya maine kya kiya

mujhe chhod  ke jaiyo na piya maine kya kiya

kuch bhi kaha na jaye ho kuch bhi kaha na jaye ho

chalke bas mere nain re chhod  gaya mera sath ho 

beech gagar me chain re ban gaye phul babul kyu

ban gaye phul babul kyu koi to samjhaiyo

piya maine kya kiya piya maine kya kiya

mujhe chhod  ke jaiyo na mitva mitva mitva

mitva mitva mitva

Explore this song