Roman script

piya piya piya piya bin mai kya 

kuch bhi nahi piya bin mai kya  kuch bhi nahi

jabse gaye mori sudh hi na leni

jabse gaye mori sudh hi na leni

tumhi batao ore piya tumhi batao oo piya

yaad kiya jab un lamho ko sath me jo the bitaye

tumhi kaha karte the na mujhko zindagi tham jaye

sare wo pal rukk bhi gaye hai

yadein purani lamhe wahin hai

sare wo pal rukk bhi gaye hai

yadein purani lamhe wahin hai

bas tum nahin ho dhundun kahan 

bas tum nahin ho oo piya

piya bin mai kya kuch bhi nhi 

piya bin mai kya kuch bhi nahi har din beeta ujla ujla

shamein biti suhani raton mei bhi halka nasha tha

aisi thi prem kahani mujhme tu phir yun jee paye

sanson se sanse jud jaye mujhme tu phir yun jee paye

sanson se sanse jud jaye tutte kabhi na door piya

sath na chhote oo piya piya bin mai kya kuch bhi nahi

piya bin mai kya kuch bhi nahi

Explore this song