Roman script

kab tak karun main tera intezaar arey

kab tak karun main tera intezaar

aayega aayega lekar tu pyaar

itni bhi der na karna meri jaan

itni bhi der na karna

ki le jaye dil aur koi deewanamaaa aa

piya aa itni bhi der na karna

ki le jaye dil aur koi deewana deewana piya aa

dil ye kare na kisi ki ghulami 

dil ye kare na kisi ki ghulami

phir bhi meri jaan le meri salaami

dariya se moti chura le ke aa tu

ishq ki de ja mujhe tu nishani

o itni bhi der na karna

itni bhi der na karna

nishani de jaaye koi deewana aaa aa piya aa

piya aa itni bhi der na karna

ki le jaye dil aur koi deewana deewana piya aa

Explore this song