Roman script

haye re paisa haye re paisa haye re paisa haye

paise ka kya yaki kabhi hai to kabhi nahi

paise ka kya yaki kabhi hai to kabhi nahi

paise ka garur kya aisa bhi huzur kya

daulat ka sarur kya aisa bhi huzur kya

paise ke badle tumhari aankhe koi mange

kya de doge kya de doge

daulat ke badle tumhari izzat koi mange

kya de doge kya de doge

aao aao in paise walo ko samjhao

paise ka kya yaki kabhi hai to kabhi nahi

paise ka garur kya aisa bhi huzur kya

daulat ka sarur kya aisa bhi huzur kya

kya sohni ke pas koi jagir thi

jo mahiwal hua diwana hua diwana

kya majnu tha seth kya majnu tha seth koi

jo dil de baithi laila ye batlana aji batlana

jao jao us diwani ladki ko batlao

paise ka kya yaki kabhi hai to kabhi nahi

paise ka garur kya aisa bhi huzur kya

daulat ka sarur kya aisa bhi huzur kya

kya hire moti dhadak sakte hai banke dil

kabhi sine me  kabhi sine me sona chandi ho 

sona chandi hi nahi kuch or bhi hota hai

yaro jine me ha jine me jao jao us khidki ke niche gao

paise ka kya yaki kabhi hai to kabhi nahi

paise ka kya yaki kabhi hai to kabhi nahi

paise ka kya yaki kabhi hai to kabhi nahi

paise ka garur kya aisa bhi huzur kya

daulat ka sarur kya aisa bhi huzur kya

paise ka kya yaki kabhi hai to kabhi nahi

paise ka kya yaki kabhi hai to kabhi nahi

paise ka garur kya aisa bhi huzur kya

daulat ka sarur kya aisa bhi huzur kya

Explore this song