Roman script

kali kali aankho wali sawali si ladki

bholi bhali baawri si ladki

sara gaon nange paon ghuma karti hai

wo goli goli pyari si ladki

pairo ke nishan hai gulabi aasmaan par

rainbow ke makan par wahi kahi soti hai 

wo sawali si ladki taro ke jahan par

achchi achchi lagti hai kehte hai pagli

baba ko thodi si hakli saat rango wali 

phulkari si ladki haye chingari si ladki

pairo ke nishan hai gulabi aasmaan par

rainbow ke makan par wahi kahi soti hai 

wo sawali si ladki taro ke jahan par

mausam dekh ke rang badal lein

panchhi sare when they fly

rang sharabi laal aankhe pink gulabi sky

botal phoote to phutne de

cullu se pee lete hai hum dudh phate to

sui lekar see lete hain hum

kaali kaali aankho wali sawali si ladki

bholi bhali baawri si ladki

sara gaon nange pao ghuma karti hai

wo goli goli pyaari si ladki

pairon ke nishan hai  gulabi aasmaan par

rainbow ke makan par wahi kahi soti hai 

wo sawali si ladki taro ke jahan par

mausam dekh ke rang badal lein

panchhi sare when they fly

rang sharabi laal aankhe pink gulabi sky

Explore this song