Roman script

teri makhmur nigaho ka nasha kafi hai

mere hote momina jarurat kya hai

pine wale meri aankho se piya karte hai

pine wale meri aankho se piya karte hai

aap kyu aap kyu aankh churate hai ye kya karte hai 

aap kyu aankh churate hai ye kya karte hai

pine wale meri aankho se piya karte hai

pine wale meri aankho se piya karte hai

dil jo mil jaye to kuch or nasha aata hai

dil jo mil jaye to kuch or nasha aata hai

har tarah pyar me jine ka maza aata hai

jo mohabbat nahi karte hai bura karte hai aap kyu 

aye ji aap kyu aankh churate hai ye kya karte hai 

aap kyu aankh churate hai ye kya karte hai

pine wale meri aankho se piya karte hai

pine wale meri aankho se piya karte hai

dekhiye ek bulawa meri angdai hai

dekhiye ek bulawa meri angdai hai

kya meri baat na sunne ki kasam khai hai

ishk wale to hasino ka kaha karte hai aap kyu

aye ji aap kyu aankh churate hai ye kya karte hai

aap kyu aankh churate hai ye kya karte hai

pine wale meri aankho se piya karte hai

pine wale meri aankho se piya karte hai

dil sambhale nahi sambhala to gila kar baithe

dil sambhale nahi sambhala to gila kar baithe

aap ke samne izhare wafa kar baithe

warna hum log bhala kisse wafa karte hai aap kyu

aye ji aap kyu aankh churate hai ye kya karte hai

aap kyu aankh churate hai ye kya karte hai

pine wale meri aankho se piya karte hai

pine wale meri aankho se piya karte hai aap kyu 

aap kyu aankh churate hai ye kya karte hai

aap kyu aankh churate hai ye kya karte hai

pine wale meri aankho se piya karte hai

pine wale meri aankho se piya karte hai

Explore this song