Roman script

pihar mein piya chhede maru re main laj ki mari 

pihar mein piya chhede maru re main laj ki mari 

hansti sakhiya sari hansti sakhiya sari

maru re main laj ki mari 

pihar mein piya chhede maru re main laj ki mari

aaj suhag ki raat naweli

aaj suhag ki raat naweli

ja pihar sasural saheli

hamko pal pal bhaari

maru re main laj ki mari 

hamko pal pal bhaari

maru re main laj ki mari 

solah baras ki gori kunwari

solah baras ki hai pyas hamari

solah baras ki gori kunwari

solah baras ki hai pyas hamari

solah bars kab jaye 

maru re main laj ki mari 

solah bars kab jaye 

maru re main laj ki mari 

dhiraj dhar saiya chand dhalane de

chanda ki chandi mukh darshan de

mukh darshan mein hai kya nishani

dil ka darpan dekh deewani

chunari ka palla de sataye

jao hato main to hari

maru re main laj ki mari 

jao hato main to hari

maru re main laj ki mari 

pihar mein piya chhede 

maru re main laj ki mari

Explore this song