Roman script

pighal raha hai mera badan, katra katra katra katra

abb iss umrr me hai har ghadi 

abb iss umrr me hai har ghadi, khatra khatra khatra khatra

pighal raha hai mera badan, pighal raha hai mera badan

pighal raha hai mera badan, katra katra katra katra

chubhan ho rahi hai yeh hava sard hai

batau kya tujhe ke kahan dard hai

sholo ko naa yun bhadkaao, aise naa mujhko tadpaao

sulag raha hai mera badan, katra katra katra katra

abb iss umrr me hai har ghadi 

abb iss umrr me hai har ghadi, khatra khatra khatra khatra

pighal raha hai mera badan, katra katra katra katra

maja le le tu bhi iss hasin rat kaa

khada dur kyun hai aa mere sath aa

gori gori banhe meri, chahe tujhko aahe meri

tadap raha hai mera badan, katra katra katra katra

abb iss umrr me hai har ghadi

abb iss umrr me hai har ghadi, khatra khatra khatra khatra

pighal raha hai mera badan, katra katra katra katra

Explore this song