Roman script

phul sitare dariya un aankho ke naam 

hamne likhe hain kya kya un aankho ke naam 

phul sitare dariya un aankho ke naam 

hamne likhe hain kya kya un aankho ke naam 

phul sitare dariya un aankho ke naam 

jin aankho ne meri neede chhini hai 

jin aankho ne meri neede chhini hai 

mera har ek sapna un aankho ke naam 

hamne likhe hain kya kya un aankho ke naam

phul sitare dariya un aankho ke naam 

aaj se unke sare bandhan mere hai 

aaj se unke sare bandhan mere hai 

aaj se har ek rishta un aankho ke naam 

hamne likhe hain kya kya un aankho ke naam

phul sitare dariya un aankho ke naam 

kuch bhi kaho lagta hai baat adhuri hai 

kuch bhi kaho lagta hai baat adhuri hai 

sher kahe hai kya un aankho ke naam 

hamne likhe hain kya kya un aankho ke naam

phul sitare dariya un aankho ke naam 

hamne likhe hain kya kya un aankho ke naam

phul sitare dariya un aankho ke naam

Explore this song