Roman script

phul rahon pe khilne lage 

phul rahon pe khilne lage 

chandni ka maja aa gaya 

aapka sath jab se mila 

aapka sath jab se mila 

zindagi ka maja aa gaya 

phul rahon pe khilne lage 

dost najre badalne lage 

dost najre badalne lage 

yaar katra ke chalne lage 

dost najre badalne lage 

yaar katra ke chalne lage 

aapse dosti kya huyi 

aapse dosti kya huyi 

dushmani ka maja aa gaya 

phul rahon pe khilne lage

log kuch bhi samjh na sake 

aapni har baat hum kah gaye 

log kuch bhi samjh na sake 

aapni har baat hum kah gaye 

log kuch bhi samjh na sake 

aapni har baat hum kah gaye 

dil ki dhadkn juba ban gayi 

dil ki dhadkan juba ban gayi 

khamoshi ka maja aa gaya 

phul rahon pe khilne lage 

jaam jaise chhalkane lage 

jaam jaise chhalkane lage 

paanv jaise bahkne lage 

jaam jaise chhalkane lage 

paanv jaise bahkne lage 

aankh se aankh kya mil gayi 

aankh se aankh kya mil gayi

maykasi ka maja aa gaya 

phul rahon pe khilne lage 

chandni ka maja aa gaya 

aapka sath jab se mila 

aapka sath jab se mila 

zindagi ka maja aa gaya 

phul rahon pe khilne lage   

phul rahon pe khilne lage

Explore this song