Roman script

phul raho mein bikhar jate hai

phul raho mein bikhar jate hai

jab wo aate hai

phul raho mein bikhar jate hai

log aate hai nazare aur nikhar jate hai

log aate hai nazare aur nikhar jate hai

phul raho mein bikhar jate hai jab wo aate hai

chumke unke kadam hai chhumta mausam

wadiya ye wadiya hai nachati chham chham

humke unke kadam hai chhumta mausam

wadiya ye wadiya hai nachati chham chham

unchi unchi chhaye ghata, dhime dhime gaye hawa

koi tarana naya, ek nashe me din gujar jate hai

ek nashe mein din gujar jate hai jab wo aate hai 

phul raho mein bikhar jate hai jab wo aate hai

dard ki gehraiyo mein dub jata dil 

dubke kashti ko ab to mil gaya sahil

dard ki gehraiyo mein dub jata dil 

dubke kashti ko ab to mil gaya sahil

soye soye khwab jage jale bujhe bujhe jale

dil me shama pyar ki 

khwab kitne hi sawar jate hai

khwab kitne hi sawar jate hai

jab wo aate hai

Explore this song