Roman script
phul ka shabab kya husn mahtab kya aap to bas aap hai aap ka jawab kya aap ka jawab kya phul ka shabab kya husn mahatab kya aap to bas aap hai aap ka jawab kya aap ka jawab kya julfo se khele mahki hawaye uff ye jawani uff ye adaye uff ye jawani uff ye adaye surkh lab ke samne sokhi ye gulab kya phul ka shabab kya husn mahtab kya aap to bas aap hai aap ka jawab kya aap ka jawab kya aankho me tauba kitna nasha hai mai kya ye mausam bahka hua hai mai kya ye mausam bahka hua hai layegi ye mastiya koi bhi sharab kya phul ka shabab kya husn mahatab kya aap to bas aap hai aap ka jawab kya aap ka jawab kya gore badan se lipta hua hai pani ki dekho takdir kya hai pani ki dekho takdir kya hai yuhi dekhta rahu mai hasin khwab kya phul ka shabab kya husn mahatab kya aap to bas aap hai aap ka jawab kya aap ka jawab kya aap ka jawab kya
Song details
- Singer: Mohammed Rafi
- Film / album: Farz Ki Jung (1989)
- Composer: Bappi Lahiri
- Lyricist: Anjaan
- Lyricist: Naqsh Lyallpuri
- Actor: Govinda
- Actor: Neelam Kothari
- Actor: Shashi Kapoor
- Actor: Dalwinder
- Actor: Raza Murad
- Actor: Amrish Puri
- Actor: Anjana Mumtaz
- Actor: Mac Mohan
- Actor: Asha Lata
- Actor: Bhagwan
- Actor: Birbal
- Actor: Bob Christo
- Actor: Leena Das
- Actor: Iftekhar
- Actor: Pinchoo Kapoor
- Actor: Yunus Parvez
- Actor: Gita Siddharth
lyricist: Anjaan, Naqsh Lyallpuri