Roman script

phir wahi dard hain

phir wahi jigar

phir wahi raat hain

phir wahi hain dar

hum samjhe gham kar gaya safar

dwar dil ka khul gaya

hathi nikal gaya

dum rah gayi magar

phir wahi dard hain

phir wahi jigar

phir wahi raat hain

phir wahi hain dar

hum samjhe gham kar gaya safar

dwar dil ka khul gaya

hathi nikal gaya

dum rah gayi magar

hum to samjhe dushmano ka hath kat gaya

do dilo ke bich se pahad hat gaya

hum to samjhe dushmano ka hath kat gaya

do dilo ke bich se pahad hat gaya

gham ke bhari din gujar gaye

dwar dil ka khul gaya

hathi nikal gaya

dum rah gayi magar

phir wahi dard hain

phir wahi jigar

phir wahi raat hain

phir wahi hain dar

tu dulhan banegi aur chhedgi ragini

tu dulhan banegi aur chhedgi ragini

aayi pyar ke madhur milan ki chandni

tu dulhan banegi aur chhedgi ragini

aayi pyar ke madhur milan ki chandni

lekin thodi rah gayi kasar

dwar dil ka khul gaya

hathi nikal gaya

dum rah gayi magar

phir wahi dard hain

phir wahi jigar

phir wahi raat hain

phir wahi hain dar

maine chaha bhul jau kyu rahu kharab

par tera ye husn jaise daal me gulaab

maine chaha bhul jau kyu rahu kharab

par tera ye husn jaise daal me gulaab

thoda thoda hain wahi asar

dwar dil ka khul gaya

hathi nikal gaya

dum rah gayi magar

phir wahi dard hain

phir wahi jigar

phir wahi raat hain

phir wahi hain dar

hum samjhe gham kar gaya safar

dwar dil ka khul gaya

hathi nikal gaya

dum rah gayi magar

Explore this song