Roman script
Tum ho yahin kahin Ya phir kahin nahi Phir wahi… phir wahi… Saundhi yaadein puraani phir wahi Phir wahi… phir wahi… Bisri bhooli kahaani phir wahi… Phir wahi… phir wahi… Jhootha vaada aasmaan ka mere Chanda aadha.. Dil kyun joda agar dil dukhana tha Aaye kyun thhe agar tumko jaana tha Jaate jaate labon pe bahana tha Phir wahi… phir wahi… Phir wahi… phir wahi… Toote sapno ke choore phir wahi… Phir wahi… phir wahi… Roothe armaan adhoore phir wahi Phir wahi… phir wahi… Gham ka jaaya, dil mera… Dard se, kyun bhar aaya? Aansu ponchhe hi kyun ‘gar rulana tha Qissa likha hi kyun ‘gar mitana tha Jaate jaate labon pe bahana tha Phir wahi… phir wahi… wo… Wo… Phir wahi… phir wahi… Saundhi yaadein puraani phir wahi Phir wahi… phir wahi… Bisri bhooli kahaani phir wahi…
Song details
- Singer: Arijit Singh
- Film / album: Jagga Jasoos
- Composer: Pritam
- Lyricist: Amitabh Bhattacharya
- Film / album: Jagga Jasoos (2017)
- Actor: Adah Sharma
- Actor: Chitrak Bandyopadhyay
- Actor: Denzil Smith
- Actor: Katrina Kaif
- Actor: Kiran Srinivas
- Actor: Mir Sarwar
- Actor: Nawazuddin Siddiqui
- Actor: Rajatava Dutta
- Actor: Ranbir Kapoor
- Actor: Saswata Chatterjee
- Actor: Saurabh Shukla
- Actor: Sayani Gupta
language: Hindi
actor: Katrina Kaif, Ranbir Kapoor