Roman script
Kuch boondein hain Palkon pe baaki Bhoolun kaise Yaadein hain kaafi Chalna mujhko.. ab akele Kisko bolun baatein jo baaki Tu hai nahi, tu tha nahi Maane hai kyun nahi Phir tu meri Aankhon se beh gaya Banke boondein Mujhse tu bichad gaya Beete na tujhpe Mujhpe jo guzar gaya Banke boondein… Har din, har pal Tera aur ban gaya Par tu mujhko Kuch aisa keh gaya Beete na tujhpe Mujhpe jo guzar gaya Banke boondein… Phir tu meri Aankhon se beh gaya Banke boondein Mujhse tu bichad gaya… haa! Aankhon mein Jo sach hai Palkon se woh chupta nahi Kab yeh dil kiska hai Rukne se woh rukta nahi Kab se main hoon Aur kab se tu yahan Chupke se jo Ban jaye aansu zabaan Phir tu meri Aankhon se beh gaya Banke boondein Mujhse tu bichad gaya Beete na tujhpe Mujhpe jo guzar gaya Banke boondein… Mujhse tu bichad gaya… haa!
Song details
- Singer: Sakina Khan
- Film / album: The Legend of Michael Mishra
- Composer: Abhinav Bansal
- Lyricist: Abhinav Bansal
language: Hindi